JZ’S TOOTI PHOOTI SHAIRI
(Roman Urdu Poetry)
GAR HOTAY ACHEY MULLA
BY JAVED ZAHEER
Gar
Hotay Achey Mulla Na Musalman Rotay
Na
Emaan Na Pehchaan Na Yun Jaan Khotay
Kia
Gumrah Qaum Ko Ayyari Makkaru\i Se
Phansaya
Chakkar Mein Nafs Ki Bimari Se
Unhi
Ki Waja Se Huwe Aaj Jug Mein Ruswa
Jinhain
Loug Banatey Peer Khilatay Halwa
Yehi
Hain Wo Jinhoun Ne Dilwaya Bura Laqab
Koi
Kehta Dehshatgar Tu Koi Dhaata Ghazab
Leta
Agar Musalman Apni Samajh Se Kaam
Tu
Hota Is Qaum Ka Bhi Bohot Oncha Naam
Dunya
Mein Sachey Musalman Kum Rahey
Baqi
Tu Yunhi Behektay Bhataktay Rahey
Sadiyoun
Se Yehi Horaha Hai Qaum Ka Anjam
Karte
Rahay Mulla Inka Yunhi Kaam Tamaam
Gar
Samajh Mein Aye Tu Ab Bhi Sambhal Jao
Ruswai
Se Tum Yun Na Apni Gadh Bunwao
No comments:
Post a Comment